Terms and Conditions for sattaking.in
Swagat hai sattaking.in parIs website ka upyog
karke, aap hamare Terms and Conditions ko sweekar karte hain. Agar aap in terms ko manzoor nahi karte, toh kripya website ka upyog na karein.
Sevaon ka Varnan aur Upyog
sattaking.in sirf satta ke results, charts, aur anya jankari pradan karta hai. Hum koi paise wager karne wali seva, khel ya gambling pradan nahi karte. Website ka upyog kewal manoranjan aur jankari ke liye hai
Online Gaming Act 2025 ke Anuroop
Hum koi bhi aisi seva pradan nahi karte jo online paise wager karne se judi ho, kyunki ye Online Gaming Act 2025 ke tahat manaa hai.Koi bhi vittiya len-den ya wager facilitation is site par nahi hota.Hamara uddeshya sakriya, kanuni e-sports aur anya manoranjak gaming vishayon ko badhava dena hai.
Users ki Jimmedariyan
Aapko website par pradan ki gayi jankari ka upyog swayam ki zimmedari par karna hoga.Koi bhi kanuni ya niji zimmedari jo aapke website ke upyog se judti hai, wo sirf aapki hogi. Hum ismein shamil nahi hain.
Intellectual Property Rights
Website par uplabdh sabhi materials jaise charts, naam, logo, design humari sampatti hain. Bina hamari likhit ijazat ke inka upyog, nakal, prasar ya vyaparik upyog mana hai.
Seva Ki Guarantee aur Zimmedari Ki Seema
Hum website par di gayi jankari ki satyata ya uplabdhata ki guarantee nahi dete. Kisi bhi prakar ke nuksan, kshati ki jimmedari hum nahi lenge.
Advertisement Policy
Hum kisi bhi prakar ki aisi advertisement allow nahi karte jo online money gaming, wager ya gambling ko badhava de.
Terms mein Badlav
Hum bina suchna diye in Terms and Conditions mein samay-samay par badlav kar sakte hain. Badlav hone ke baad website ka upyog karte rehna matlab naye terms ko svikriti dena hai.9.
Vivad Nivaran aur Kanooni Maryada
Kisi bhi vivad ke liye Bharat ke kanoon lagu honge. Vivad ka samadhan madhyasthata ya nyayalay ke jariye hoga.